Sunehri Baatein
- ALLAH ki zaath par Bharosa karne wala kabhi nakaam nahi Hota.
- Kisi ka raaz talaash math karo maalum ho jaaye to faash math karo.
- Musibath padne par maut ki tamanna math karo.
- Achha dost ALLAH Ka tohfa hai.
- Kisi ko khush karna neki hai, kisi ka dil dukhana sabse bada gunah hai aur ALLAH isse naraaz ho jaata hai..
No comments:
Post a Comment